Eklote Rah Jane Ki Wajah
Akbar Aur Birbal Aapas Mein Apne Bachpan Ki Baatein Kar Rahe The To Akbar
Bola.
Akbar: “Hamare Ammi-Abba Humse Itni Mohabbat Karte Thhe, Ke Humein Sulane Ke Liye Sari-Sari Raat Jagte Rehte, Aur Hum Phir Bhi Na Sote The”
Birbal Haste Hue Bola: “Tabhi To Aap Eklote Reh Gaye, Huzoor

.......................................................................................................................................
Company Ki Suecess Ka Secret Reason
Bahut Badi Company Ka Assistant Ek Din Apne Boss Se Puchhta Hai.
Assistant: “Sir, Aap Office Mein Shadi-Shuda Aadmiyon Ko Hi Kyu Rakhte Ho?”
Boss: “Kyunki Unhe Beizzati Sehne Ki Aadat Hoti Hai Aur Ghar Jane Ki Jaldi Bhi Nahi Hoti.
. ......................................................................................................................................

Paper Mein Paas Hone Ka Mast Idea By Pappu
10th Calss Ke Exams Chal Rahe The,
Paper Bhi Hard Tha Aur Examiner Bhi Bahut Hi Strict Tha.
Cheating Karne Ka Koi Bhi Moka Nahi De Raha Tha, Bar-Bar Round Pe Round Laga Raha Tha.
Achanak Pappu Ne Ek Chit Likh Kar Examiner Ko Di.
Examiner Chup-Chap Ja Ke Apni Chair Pe Beth Gaya, Aur Exam Ke End Tak Utha Hi Nahi.
Exam Khatam Hote Hi Sari Class Pappu Ke Paas Aa Gayi Aur Puchha: “Abe Kamal Kar Diya, Tune Esa Chit Pe Kya Likha Tha?”
Papu Haste Hue Bola: “Bas Yahi Ki Sir, Pichhe Se Aapki Pant Phati Hui Hai
..........................................................................................................................................

Santa Bhi Top Ka Singer Hai
Santa Ke Shehar Mein Ghazal Concert Chal Raha Thha, Aur Apna Santa Bhi Usmein
Shaamil Tha.
Gayak Ga Raha Hota Hai: “Ye Daulat Bhi Lelo, Ye Shohrat Bhi Lelo…..”
Achanak Se Santa Khada Hokar Sur Mein Gaane Laga: “Main To Bahut Pareshan Hoon, Meri To Aurat Bhi Lelo – Aurat Bhi Lelo
..........................................................................................................................................
Gayak Ga Raha Hota Hai: “Ye Daulat Bhi Lelo, Ye Shohrat Bhi Lelo…..”
Achanak Se Santa Khada Hokar Sur Mein Gaane Laga: “Main To Bahut Pareshan Hoon, Meri To Aurat Bhi Lelo – Aurat Bhi Lelo
..........................................................................................................................................
Engineer Sahab Ka Ghar Kaun Sa Hai?
1970 Ka Bhi Ek Zamana Tha Jab Log Puchha Karte The.
“Engineer Sahab Ka Ghar Kaun Sa Hai?”
Jawab Milta Tha
“Wo Jo Bada Bangla Hai, Wahi Rahte Hai”
Aur Ek Ye 2013 Hai Jab Log Puchte Hai
“Excuse Me, Yahaan Engineer Ka Ghar Kaun Sa Hai?”
Aur Jawab Milta Hai
“Abey, Kisi Bhi Ghar Mein Ghus Ja, Ek Na Ek To Mil Hi Jayega

No comments:
Post a Comment