Sunday, May 1, 2016

Santa Banta Jokes

Santa - Yar banta hamare beech main kya relation hai ? Banta - Wahi jo Besan or Pakode ka hai !
Santa - kaise ?
Banta - Kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to Pakoda BANTA hai..

*******

Teacher : Ye batao ki Duniya
main kitne desh hai ???
-
-
-
-
SANTA : Kar di na pagalon wali baat
Duniya main 1 hi desh hai
apna BHARAT
Baki sab to Videsh hai...

No comments:

Post a Comment