Ek baar badshah ne birbal ko darane ke liye apna behad khatrnak roop banaya aur sunsan jagah mein birbal ke samne achanak hi aa gaye.
Birbal ne unki khatrnak poshak aur unka huliya dekhkar jisme kahi sir aur sirf 2 hath dekhkar pehle to kush hokar unhe baithaya, phir kuch iss tarah mooh latka kar baith gaye jaise gehri soch mein dube hue ho.
Jab badshah akbar ne birbal ko iss tarah baithe dekha to unhe behad hairani hui aur unhne dil mein socha ki birbal ko to darna chaiye par wo darne ki bjaye hairan ho raha tha. Ab harkar badshah ne unse unke kush hone aur baad mein hairan hone ki wajah puchi.

Isi par birbal ne naram lehje mein jawab diya, "aapko dekhkar mein behad kush hua lekin aapko behrupiye ke roop mein dekhkar hairani hui ki aapko aakhir kiske dar se yah huliya bnane ki jarurat padh gayi."
Badshah birbal ka jawab sunkar behad sharminda hue or iss raaz ko raaz hi bnaye rakhne ke liye kaha

© http://www.rdshayri.com/birbal/short-story-of-akbar-and-birbal-in-hindi.php#ixzz3BNrvY8bY
No comments:
Post a Comment