Wednesday, March 19, 2014

Santa Jokes

1 banda bhahta howa aata hay
aur Santa se kehta hai
bhai jaldi jao tumharey ghar main
talaab ka pani ghus gaya hay.

Santa: Oye kion jhoot bolta hay,
ghar ki chabi to meray paas hay:D:D

.................................................
1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!

.................................................
Aaj kuch ghabraye se lagte ho,
Thand mein kapkapaye se lagte ho,
Nikhar kar aayi hai surat aapki,
Bahut dino baad nahaye se lagte ho
?Good Morning?

.................................................
aik bandar ka bacha apni maan say:
maa main itna badsurat kyon hoon

maa beta khuda ka shukar karo aur,
usay dheko jo message pardh raha hai

.................................................
A beggar- 'Oh sundari ! Andha hoon.
Sawa paanch rupya de de..
"Husband said 2 his wife- De de, tujhe
sundari bola hai to har haal mein andha hai..."


No comments:

Post a Comment