Sunday, November 10, 2013

Santa in Action

Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
****************************************

Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??
Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.
Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!
****************************************

Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi :D
****************************************


Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai :D
****************************************

Santa ko rota dekhkar Banta ne pucha kya hua?
Santa : Meine 2 ton ka AC kharida,
ghar aakar tola to sir 35 kilo ka nikla!
****************************************

Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake
na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha,
kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
****************************************


Banta : What is the similarity between marriage and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal jate hai!

No comments:

Post a Comment